Friday, October 3, 2008

Kyon Ki Itna Pyar...

Kyon ki itna pyar tumko
Karte hain ham
Kya jaan loge
Hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko
Karte hain ham - 2
Kya jaan loge

Hamari sanam

Kyon ki itna pyar tumko
Karte hain ham
Hamare dil ki tum
Thodi si kadar kar lo
Ham tumpe marte hain
Thodisi fikar kar lo, fikar kar lo...
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

Ham tune o jaana deewana kiya hain
Deewana kiya is kadar -2
Chahat mein teri bhulaya jahaan ko na
Dil ko kisiki khabar - 2
Rago mein mohabbat ka
Ehsaas jara bhar lo
Ham tumpe marte hain
Thodisi fikar kar lo, fikar kar lo...
Kyon ki itna pyar tumko...

Ham tumse hain saansein
Tumse hain dhadkan
Tumhise hain deewangi - 2
Rab ne hame di hain
tumhare liye zindagi
Tumhare liye zindagi
Wada sang jeene ka
Tum jaane jigar kar lo
Ham tumpe marte hain
Thodisi fikar kar lo, fikar kar lo...

Kyon ki itna pyar tumko
Karte hain ham
Kya jaan loge
Hamari sanam...

(Movie: Kyon Ki)

No comments: